Tuesday 16 July 2013

AgniVarsha - The Incomplite Love Story

 Update - 7


door bell bajta hai aur agni ki bhabhi ake darwaja kholti hain varsha apne aap ko introduce karti hai agni ki bhabhi ushe andar lejati hain aur sabse introduce karwati hain aur varsha sabko pranam karti hai varsha ka saman agni ke bagal wale kamre me rakh diya jata hai agni ki maa varsha se uske bare me puchti hain varsha unhe apne bare me batane lagti hai aur raat ke dus baje agni ke papa ajate hain aur wo bhi varsha se milte hain varsha unke pair chunke pranam karti hai kuch hii ghanton me varsha ne sab kaa dil jeet liya tha aisha lag raha tha jeshe apna hii koi ho varsha sabke saath dinner ke liye beth jati hai tabhi agni ke papa puch te hain are hamare latsaheb kahin nahin dikh rahe kahan hai wo agni kii maa kehti hain are wo sham ko aya tha plumber ko lekar kuch der baad kuch peshe lekar chala gaya bol raha tha aaj bahar hii khana khaega aur lotne me der ho jaegi agni ke papa kehte hain kitne pese liye hain agni kii maa kehti hain bas kuch nahin 5000 agni ke papa kehte hain kya sirf 5000 are aur dedeti tumhare hii laad pyar ne use bigade rakha hai agni kii maa kehti hain are ish umar me ghumega phirega masti nahin karega to kab karega wese bhi pure collage me topper hai wo kitni bhi masti kare par uske padhai ke uper koi asar nahin padta hai aap to jante hai na papa kehte hain janta hoon me lagta hai tum maajii ki baat bhul gayi ho phir agni ki maa kuch nahin bol pati ye sab sunke varsha puchti hai uncle aap kiske bare me baat kar rahe hain agni ke papa kehte hain kuch nahi beta bas hamare chote laatsaheb ke bare me baat kar rahe the aur phir sab khane lagte hain udhar agni apne doston ke sang baith ke daru pii raha tha sabhi beth ke maze kar rahe the achanak deva ka phone bajne lagta hai deva ko kishi ladki ka phone aya tha wo call receved karta hai aur ek sath hii kehta hai hello dear how r u keshi ho tum me tumko bohut yaad kar raha tha ush waqt jagu chid jata hai aur kehta hai abe sale tharki phone rakh deva kehta hai abe tum baat karo me jara ish se baat karlun aur jagu chilata hue deva ko galiyan bakne lagta hai ish se  deva hadbadake phone kaat deta hai deva kehta hai abe salon ye kya kar rahe ho jagu kehta hai abe sale tune hii to kaha tum log baat karo to hum kar rahe the deva kehta abe salon baat kar rahe the ya galiyon ka coctest  chal raha tha jagu kehta abe abhi agr tune phir kisise baat kii to hum phir chalu ho jayenge deva darke phone switch off kardeta hai phir sabhi lag jate hain ladkiyon ke bare me baat karne me jese ki sali ka bohut bada hai be ek baar dede maza ajaye ishi tarah ke baton me sab lage hue the wahin agni peg pe peg pii raha tha gitu bolta hai abe dheere dheere pii be nahin to kaleja dil sab jal jaega be wahin pe betha hua lucky bolta hai abe sale agr ishke andar kaleja dil jeshi chijen hoti to ye wo nahin karta jo isne pichle saal kiya tha ye baat sunke sab chup ho jate hain sabhi ke ankhen nam ho jati hai jagu bolta hai haan agni pichle saal jo hua wo nahin hona chahiye tha agni sar jhukaye ye sari baten sun raha tha jab usne apna sar uper uthaya to sabke samne agni ka rota hua chehra nazar ata hai agni kehta hai sahi bola tune jagu pichle saal jo hua wo nahin hona chahiye tha par me kya karta tum log jante ho me pyar mohabbat jesi chizon me yakin nahin karta pyar vyar sirf ek chalaba hai mene use samjhaya tha lekin uske age agni ke muhn se kuch nahin nikla uske ankhon se ashu behte hi jarahe the ye dekh sab chup ho gaye sabke ankhon me ashu the waqt ki nazaqat ko dekh ke deva ne aur botal khol dii aur agni ke taraf badha diya agni botal ko muhn me lagake pita hii chala gaya aur bola ishiliye me bolta hoon i love daru more than girls ye dilog sun deva bolta hai kya dilog mara hai be agni bolta hai abe ye dilog meri nahin hai sgp bhai kii hai deva bolta hai koun sgp bhai be agni kehta hai abe mene tujhe kitni baar bola hai exbii pe story padha kar sgp koun hai pata chal jayega magar tu to sale sirf sunny leone ki video dekh ke hilana janta hai bas phir sab hasne lagte hain lekin agni ka dil abhi bhi use yaad karke andar se ro raha tha aaj uske jakham ko phir se kureda gaya tha aishe hi raat gujar rahi thi sabne ek dusre ko bey kaha aur chal diye apne apne ghar ki orr agni jagu se kehta hai abe tu chala bike me bathunga jagu bike start kar deta hai aur dono chal dete hain sabse akhir me ye dono nikle the raat ke kariban 12 baaj rahe the lout te waqt thandi thandi hawayen dono ke chehre ko chun rahi thi ek sukun araha tha agni ke chehre par aur agni piche baith ke kho jata hai apni purane yadon mein

No comments:

Post a Comment