Sunday 21 July 2013

AgniVarsha - The Incomplite Love Story

 Update 12


jab teenon ghar pahunch te hain to unke gharwale unki achi tarah se swagat kar te hain kyun ki gharwalon tak unke bahaduri ke karname pahunch chuka tha s.p sir ne hii agni ke papa ko phone kiya tha aur sabkuch bata diya tha sath sath ye bhi kaha tha ke aap bilkul tainsion mat lo kyunki wo m.l.a kuch bhi nahin bigad sakta lekin mata pita ko tainsion to hoti hii hai agni jagu deva kii achi tarah se class ligayi thi unke parents dyara phir sab kuch normal ho jata hai aishe hii dekhte dekhte six months gujar jate hain ishi beech agni aur jahan kii dosti bohut majbut ho chuki thi agni ne jahan ke roop me apne best friend paa liya tha agni jahan se apni dil kii har baat sher kiya karta tha wahan tak kii wo baat jise aaj tak wo kisi se sher nahin kar paya tha lekin wo jahan se sher karta tha jahan bhi agni kii dil kii har baat samjha jati thi bina bole yahan tak kii jahan agni ke gharwalon se achi tarah ghul mil chuki thi aur unke hii ghar par rehti thi agni kii maa ne hi use hostel se nikal kar apne ghar par le aye the aur use apni beti kii tarah pyar bhi karte the jahan ka kamra agni ke bagal me hii tha jahan agni se beintihaaa mohabbat karti thi ye baat usne agni ko abhi tak nahin bata payi thi wahin agni jahan ko apna sabse acha dost dil se manta tha wo uske liye posesive tha ish baat ko lekar agni kii bhabhiyan aur deva jagu ushe chidhya karte the lekin agni kehta tha wo meri best friend hai aur kuch nahin ishi bich s.p ka seher se transper ho chuka tha aur naya s.p aaa chuka tha m.l.a ne use apne bangle pe bulaya tha naya s.p m.l.a ke ghar par pahunchta hai aur bell bajata hai andar se ek noukar aaakar darwaza kholta hai aur kehta hai ji sir boliye kya baat hai naya s.p kehta hai mujhe m.l.a saab ne bulaya hai kya wo ghar par hain wo noukar s.p ko bithake m.l.a ko bulane chala jata hai kuch der baad m.l.a wahan ata hai aur ake s.p ko gale milta hai aur use bithata hai aur chai nasta mangwa ta hai s.p kehta hai bataiye m.l.a saab aap ne hume kyun yaad kiya m.l.a kehta are s.p sahab hume apki ek kaam me madad chahiye kisiko thikane lagwa na hai s.p kehta hai are ye kaam to aap khud bhi kar sakte hain mujhe kyun yaad kiya m.l.a kehta hai are nahin yaar wo ladka sala bohut chalak hai wo sari baat naye s.p ko bata deta hai naya s.p kehta hai to ye baat hai me aap ki kish tarah madad kar sakta hoon bataiye m.l.a kehta aap ko jyada kuch nahin karna sirf chup rehna hai mene kuch ladke bahar se bulaye hain wo jakar kisi bajah se agni se jhagda karenge aur mouka dekh ke kaat dalenge bas mujh par koi sawal naa uthe ye jimedari apko leni hogi s.p kehta hai thik hai lekin mene suna hai wo lounda sala bohut taqatwar hai agr usne unn bhade ke tatooon ko pel diya to m.l.a kehta hai to tum moukae baardat se agni ko arest kar ke lejana aur raste me encounter kar dena khel khatam s.p kehta hai mujhe manjur hai lekin ishme mera kya fayada hoga m.l.a kehta tumhe moon mangi kimat miil jayegi s.p kehta to thik hai aap ka kaam ho jayega kehke s.p wahan se nikal jata hai s.p ke jane baad m.l.a apne man me sochta hai agni sale abb dekhta hoon tujhe koun bachata hai ab to tera wo s.p bhi nahin hai pichle six months se jilat bhari jindagi jiraha hoon ab uska badla lene kaa waqt aaa gaya hai agni abbb to tu gaya kehkar m.l.a hasne lagta hai hahahahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

No comments:

Post a Comment