Sunday 1 September 2013

AgniVarsha - The Incomplite Love Story

Update 33
 
 
agni apni boxing champion ship kii trophy leke state boxing selector kii or badhta hai or jake unke samne khada hojata hai or kehta hai hello kese hain app log maza to aya naa match dekh ke unn selector mese ek ne apna rang badal te hue kaha haan agni humne match bohut enjoy kiya or tumne kya dav pech ladhae maza aaa gaya agni ne kaha sach me kya par wahan to app log kuch or hii keh rahe the wo selector kehta hai are miti dalo purane baton par aur ye suno hum sab ne milke ye faisla liya hai kii tum abb state ke liye boxing kheloge agni phir kuch der sochta hai or kehta hai me nahin khelne wala state ke liye to unn mese or ek selector kehta hai kyun agni kehta hai ishka 2 reason hai pehla mujhe tum jese chution ki sakal pasand nahin hai ye sunte hii sab garam ho jate hain or kehte hain tum apne app ko samajh te kya ho agr hum chahen to tumhe black list kar sakte hain jish se tum kabhi bhi koi match nahin khel paoge or unn mese ek or kehta hai chahna kya sir hum ishe black list kar dete hain tab samjhega agni hasste hue kehta abe mere chution pehle mera dushra reason to sun lete or phir wo 2nd reason batata hai ki mujhe boxing ko apni life nahin banana hai me to cricket ko apna carrier banaunga samjhe ishme boxing se kahin jyada shohrat or pesa hai samjhe chution ok tum log agr chaho mujhe black list kar sakte ho i have no objection me to yahan sirf do hii reason ke liye ayatha pehla tha mere collage ko trophy dilana or dushra sale john ko hosptal ka rashta dikhana ok bey chution see u later bolke agni wahan se chala jata hai wahin sare selectors agni wahan se jate dekh hath ragad te reh jate hain wahin ish waqt raat ke 9 baj rahe the sabhi bas me beth chuke the princi puch ta hai sab bus me chadh gaye varsha boli nahin sir agni abhi tak nahin aya hai tabhi agni wahan ajata hai or kehta hai sorry sir wo wahan state selectors ko apni autograph de raha tha phir agni piche kii bethne jata hai to varsha kehti hai agni yahan betho na mene tumhare liye jagah rakhi hai lekin agni kuch bhi na kehke piche badh jata hai ish se varsha chid jati hai or kehti hai akdoo or ghamandi kahin kaa match kya jiit gaya apne app ko bijender singh samajh ne laga hai hummmmm kitni mushkil se mene ye jagah rakhi thi ish ke liye wahin agni piche jata hai to wahi ladka window sit pe betha tha or wo ladka agni ko dekh ke uth jata hai or kehta hai are agni beth na agni beth jata hai or bus chal deti hai jagu deva se kehta hai yaar deva kuch bhi ho ab hum teeno dost champion ban gaye humne sabko hara dala deva bolta hai haan be sach kaha tune tujhe ek baat batani hai jagu kehta hai kya bata deva kehta hai yaar jagu ye champion ship mere liye bohut hii lucky raha jagu kehta hai kese be john se pitne se bach gaya ish wajah se kya phir jagu hass deta hai phir deva kehta hai abe hassle sale jab me tujhe ye baat bataunga naa to tera muhnn fata ka fata reh jaega jagu bola aisha kya chal bakk deva bola abe jab agni ne john ko pit ke hospital pahunchaya na to mene ushki girl friend ko apne liye set kar liya jagu kehta hai chal be bakwass na kar phir deva ne bola abe ye dekh ushka phone no or ye dekh ushki pic mere sath or haan mene to ushe kiss bhi kiya lip to lip samjha ye sab dekh ke sach me jagu ke muhn fate pade the or wo bola abe sale tu to har waqt mere sath hii tha to tune ish sali kuttiya ko kese pataya or wo itni jaldi pat bhi gayi or kiss bhi kar diya to deva bola abe tujhe yaad hai jab award ceremony chal rahi thi usne mujhe smile dii to mene bhi smile dedi or phir me tujh se bolke gaya tha me bathroom jaa raha hoon ussss waqt me ushike pass gaya pataya number liya or kiss karke wapas agaya agr or time hota to thok bhi deta ye suunn ke jagu ke to kann khade hogaye the wahin deva apne man me kehta hai sale jagu ko acha budhu banaya mene to sirf number liya hai kiss ke bare me mene jhooth bola hahahahahhhhh deva apne man me mushkurane lagta hai wahin agni window sit pe betha tha or ushke chehre pe thandi thandi hawa ake lagti hai or ushke ankhe band hone lagte hain boxing match ke thakan ke wajah se wo wahin sojata hai or varsha abhi agni ke khayalon me khoiii huii thi 1.30 ghante me bus aram se collage pahuch jati hai oragni ko varsha uthati hai agni agni agni utho hum pahunch gaye agni uth ta hai or kehta hai hum collage aa gaye kya varsha haan me sar hilati hai sab apne apne ghar kii or nikal padte hai deva ka ghar dushri or tha ish liye wo collage ke dushre students ke sath nikal jata hai agni varsha or jagu teeno ek sath ghar kii or chalne lagte hain varsha agni se bohut kuch baat karna chahti thi lekin jagu ke hone ke karan wo baat nahin kar pati kuch hii der me teeno ghar me pahunch jate hain ghar me ghuste hii agni sabko apni trophy dikhata hai sab khusss ho jate hain agni kii maa varsha se puchti hai varsha beti tumhari trophy kahan hai varsha apni trophy agni ki maa ki or badhati hai or kehti hai ye lijiye aunty ishe app sambhal ke rakhiye agni ki maa kehti hain are nahin beti ye trophy tumne jiti hai ish liye ishe tum rakho lekin varsha kehti hai nahin aunty ishe app mujhse jyada sambhal ke rakh sakti hain jiss me yahan se jaungi me mang lungi phir sab khana khane chale jate hain kuch din yuhinnn gujar jate hain masti me sab khush the ish bich varsha agni kii ek achi dost ban chuki thi varsha koi bhi mouka nahin chodti thi agni ke karib rehne ka agr koi ladki agni ke pass bhi ho to wo bhadak jati thi aishe hii kuch din yuhiiiin gujar gaye the lekin ek din subahhh agni soya hua tha or ajj ushe bohut dino baad wo sapna dubara aaa raha tha
 
 
in the dream------- agni ish waqt ek ghane andhere jungle me tha wo charon or dekhne lagta hai lekin ushe kuch bhi nahin samajh ata tabhi ek awaaaz shhhhhh shhhhh karke jese wahan se koi teji se nikla ho wo dar jata hai or idhar udhar dekhne lagta hai tabhi ushke samne se ek kala sayaa teji se gujar ta hai wo kala saya itne teji se agni ke samne se gujarta hai ki agni kuch bhi nahin samajh pata tabhi achanak ushke samne ek kala saya ake khada ho jata hai agni dar jata hai or kuch kadam piche hat jata hai ush kale saye ne ek kala goune pehen rakha tha or ushka chehra bhi dhaka hua tha lekin ushka chehra puri tarah se dhake hone ke bawajood wo saaf saaf dekh sakta tha tabhi wo kala saya bohut hii tejii se ake agni ke gale ko pakad leta hai or upar utha deta hai agni ka dum ghutne lagta hai or wo apne app ko chudane kii koshish karta hai lekin wo ussss kale saye se apne appko chuda nahin pata tabhi wo kala saya ek darwani awaaz me kehta hai heeeeeee kyun aye ho tum yahan chale jao yahan se nahin to mare jaoge jao yahan se jao chale jao bolke wo agni ko chod deta hai or agni niche gir jata hai agni apne app ko sambhal te hue bhagne lagta hai woh jidhar bhi bhagta ushke kano me ek hii awaaaz gunjti chale jao yahan se chale jao yahan se agni bhagte bhagte jungal ke or andar ajata hai or ushe samne ek nadi(River) dikhai deta hai or wo ushhhh nadi(River) ko paar karne ke liye age badh ta hai tabhi wo awaaaz phir se ati hai rukkk jao ushhh or na jao ushhhh or khatra hai lekin agni itna dar chuka tha ke wo ussss awaaaz ko ansuni karte hue age badh jata hai or wo nadi(River) ko paar karleta hai or jungle ke dushre hisse me ajata hai yahan ushe koi bhi awaaz nahin ati wo age badh jata hai or ek bade se pathar pe jake let jata hai tabhi ek awaaaaz ati hai wauuuuuuuuu wauuuuuuuuu wauuuuuuuuu wauuuuuuuuu ye kisi bhediye ki awaaz lagrahi hai agni sochta hai or wo khada hojata hai bhediyon ki ye awaaaz or karib arahi thi tabhi ushke samne bohut sare bhediye ake khade hojate hain wo bhediye bohut hi bade the tabhi unnn mene ek bhediya samne ata hai usss bhediya ki ek ankh nahin thi wo age agni ke orr gusse se gurate hue badhne lagta hai agni piche hatne lagta hai tabhi wo bhediya agni ke upar kud jata hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
 
 
idhar varsha agni kii maa ko kehti hai aunty ye agni kahan hai agni kii maa kehti hai are varsha beti woh to abhi tak utha hii nahin jara jaa to ushe utha varsha agni ke room ki orr badhne lagti hai tabhi agni kii maa kehti hain are rukk beti me bhi ati hoon tere sath bolke wo ek pani kii balti leke chal deti hain agni ke kamre kii or dono jab agni ke kamre me pahunch te hain to dono darrrrr or khouff se kampp uth te hain agni ish waqt so jaroor raha tha lekin ushka sariir hawa me terrrr raha tha kamre kii sare khidki apne app band horahi thi or khul raha tha kamre kii light apne app jal or bujh rahi thi ye sab dekh varsha or agni ki maa puri tarah dar jaten hain or agni kii maa sabko cheekh cheekh ke bulane lagti hai jab sab doud te hue agni ke kamre me pahunch te hai to sab ke dil darr ke wajah se kampppp uth ta hai har koi ish waqt andar tak hill chuka tha sab wahin khade khade issssss nazara ko dekh wahin khade khade kampppppp rahe the tabhi achanakkkkkkkkkkkkkkkkkk
 

No comments:

Post a Comment