AgniVarsha - The Incomplite Love Story
Update 28
agni
ab ghar par achuka tha or din ba din thik ho raha tha varsha ne agni ki
sari jimedari apne sar le li thi ushe sahi waqt para khana khilana sahi
waqt par dabai dena ushka khayal rakhana sab kuch varsha ne sambhal
rakha tha ek din jab varsha agni ko dabai khila ke jane lagi to agni
ushka hath pakad leta hai or kehta hai ruko varsha mujhe tumse kuch baat
karni hai varsha rukk jati hai or ake agni ke pass beth jati hai agni
kehta hai varsha tumne mere or mere parivar ke liye jobhi kiya or
karrahi ho ushke liye thanx varsha bas mushkura deti hai or kehti hai
koi baat nahin agni auntyji ne bhi to mujhe kitna pyar diya hai yahan ek
maa ki tarah or tum bhi ek ache insan ho or bhi to hamare collage ke
liye kitna kuch kiya me jobhi kuch kar rahi hoon ushke mukable ye kuch
bhi nahin hai agni kya me tumse ek baat puchun ushka sahi sahi jabab
dena agni haan me sar hila deta hai varsha puchti hai agni tumne captain
ban ne se inkar kyun kardiya agni bolta hai varsha jiss din tumne mujhe
kaha ke me apne liye khel raha hoon or me swarthi hoon to ye baat sidhe
mere dil pe lagi thi or mene ye faisla liya tha ki me ye tournament
jitunga to jaroor apne collage or apne princi sir ke liye lekin captain
nahin banunga princi sir se baat karke kisi kabil bande ko collage
captain bana dunga ishi liye mene mana kiya phir dono ke chehre pe
mushkan ajati hai or varsha wahan se chali jati hai varsha inn dion me
agni ke karib arahi thi wahin deva or jagu dono collage se lout te hii
akar agni ke pass beth jate the or ush se gape marte the collage ke sare
bate batate agni ka bhi in logo se baat karke man halka ho jata tha
bich bich me collage ke kuch students or collage prof,staff or princi
sir bhi ake ush se mil lete the sabhi ke dil me agni ke liye ek alag hi
jagah thi agni ab thik ho chuka tha or wo exercise bhi karna bhi start
kar diya tha kal collage me cricket championship jitne ke khushi me
princi sir ne sham ko ek party rakhi thi or wo naye collage captain ka
naam
bhi wahin anonce karne wale the or agni bhi wahan jane wala
tha,,,,,,
wahin
durrrr kisi pahadi ilake ke ghane or andhere jungle me kuch rahasya
mayiii insan beth ke baat kar rahe the tabhi wahan ek sks bhag ke ata
hai or kehta hai sardar sardar ek khabar laya hoon unka sardar kehta hai
chal bata kya khabar hai wo sks kehta hai sardar apke shikar ki tabiyat
sudhar chuki hai or ab wo bilkul thik hai sardar bohut khusss hojata
hai or kehta hai bohut badhiya khabar diya tune damu or wahan se uthke
khada hojata hai to ushke chehre pe chand ki roshni padti hai to ushka
khuof nak chehra samne ajata hai ushke ek ankh par ek gehre ghav ka
nishan tha wo ek ankh se dekh nahin paraha tha sardar ab jor jor se
hasne lagta hai hahahahaaaaaaaaaaaaaaaaaa or kehta hai waqt agaya hai
sathion bohut jald ushko 18 saal hone wala hai or ushe yahan ana hii
hoga or tab me ush se apna badla lunga bolke sardar phirse hasne lagta
hai hahahahahahhhhhhhhhhhaaaaaaaa
agle
din sham ko agni taiyar hoke niche ajata hai to dekhta hai varsha pehle
se hii ushki intejar kar rahi hai ajj varsha ne ek white colour ki
salwar kameez pehen rakhi thi or uper se blue dupata dal rakha tha ushme
wo gajab ki lag rahi thi agni to varsha ko dekhte hii reh jata hai
tabhi agni phone ki ghanti bajti hai agni call riceve karta hai to
dushri orse deva ki awaz ati hai deva bolta hai abe kahan hai tu agni
kehta hai ghar se nikal raha hoon deva bolta hai abe tu abhi tak nahin
nikla jaldi aaa hum kabse tera yahan wait kar rahe hain agni bola bas 15
min me pahunch ta hoon bolke agni call disconect kardeta hai varsha
agni se puchti hai koun tha agni kehta hai wo deva tha phir dono collage
ki or nikal padte hain raste me varsha man hi man sochti hai kya yaar
me yahan kitni achese saj sawar ke ayi hoon or ye hai ki mujhse kuch
kehta hi nahin dono collage pahunch jate hain varsha jab wahan se jane
lagti hai to agni ushe kehta hai varsha tum ajj bohut khubsurat lagrahi
ho ye sunte hi varsha wahin rukk jati hai or agni se kehti hai sach me
kya thanx wo bohut khush hojati haiagni ke kehta hai abb chalen varsha
kehti hai are haan haan chalo chalte hai dono collage ke andar ghuste
hai ajj collage puri tarah se sajaya gaya tha phir deva or jagu agni ko
dekh ke ushki or ake ushke gale lagte hain or bhi bohut se student se
gale milte hain wahin varsha ki khubsurti dekh sab bina tarif kiye nahin
rukk pate dushri or se rocky jab varsha ko dekhta hai to ushki ankhen
fati ki fati reh jati hain wo apne man me sochta hai ki ajj ishko jaroor
chodunga wo jake varsha ko hi kehta hai lekin varsha ushe avoid karke
chali jati hai to rocky varsha ka hath pakad leta hai or kehta kya hua
mujhe avoid kyun karrahi ho kuch dino tak to bade pyar se milti thi jab
agni nazar ish baat par padti hai to wo age badhta hai lekin jagu ushe
rokdeta hai or kehta hai abe rukna varsha khud hii sambhal legi ushe
uske baad ek chataaaak sound ata hai to agni or deva ki nazar ush or
jati hai varsha ne rocky ko ek tamacha dediya tha or boli tum jesa
ghatiya insan mene apni jindagi me nahin dekha chiiii tumhe saram nahin
ati jisssss waqt hamari collage haar rahi thi tum khush horahe the
kyunki agr hamari collage haar jati to tum captain ban jate chiii kitne
ghatiya soch hai tumhari ayinda se mere samne mat ana jao yahan se phir
to pure collage me hassi ke thahake gunj uthti hai hahahahahahahahha ye
sab dekh deva kese chup beth sakta tha wo bol pada kyun be sale gandu
achese mil gaya jabab ab jaa or achse beth sochna phir se hasssiiii gunj
uth ti hai kuch der baad princi sabke samne collage captain ka naam
anaounce karta hai hamari collage captain hai varsha ye sunte hii sab
chouk jate hai sibay deva,jagu or agni ke kyunke unhone hii varsha ka
naam sugest kiya tha phir sab varsha ko badhai dete hain varsha jake
princi sir se kehti hai sir apne mujhe hiii kyun chuna sir kehte hai
varsha mene tumhe jaroor chuna lekin tumhara naam sugest karne wale wo
teeno hai kehke wo agni,deva,jagu ki or ishara kardete hain or wese bhi
tum ek behtareen tenis player ho,,,,,,,, phir varsha jake unnn teeno ko
thanx kehti hai agni kuch bolne ko hota hi hai ki tabhi varsha ki phone
bajne lagta hai varsha call riceved karti hai lekin party ke loud music
ke wajah se kuch bhi sunai nahin deta to wo agni se kehti hai me ek min
me ayi bolke wo collage ke dushri or chali jati hai wahin deva jagu ko
kehta hai abe jagu dekh be kitne patake saj dhaj ke ghum rahe hain chal
ek do ko phodke ate hain jagu bolta hai abe chup kar nahin to wo patake
hi teri gand marlenge be deva bola chup be sale darpok dekh me jaraha
hoon or usss loundia ko pataunga dekh lena bolke wo ussss ladki ki or
nikal jata hai agni or jagu bas dur se dekhne lagte hain jagu bolta hai
abe dekh lena wo pitega tabhi ek chataaak ki awaaz ati hai or deva wahan
se chala ata hai ye dekh agni or jagu hasssne lagte hain or jagu kehta
hai kyunbe bada turam khan ban raha tha deva bola chup karbe manhoos
tere hi bajah se ladkiyan nahin pat tii tabhi agni bolta hai abe ye
varsha ek min bolke gayi thi lekin dus min hone ko hai n lekin wo nahin
ayi deva bola abe ajayegi dud piti bachi thode hii hai jagu bola nahin
deva charon or dekh sala rocky bhi gayab hai tu to janta hai kitna
kamina hai sala fir teenon ka matha thanak ta hai or teenon bhi collage
ki dushri or chale jate hain teenon varsha ko awaaz dene lagte hain
varsha varsha varsha teenon sabhi jagah dhundne lagte hain phir kahin ek
awaaz ati hai wo teeno usss awzzz ko dhyan se sunte sunte usss or chal
dete hain wo awaaz ek kamre se arahi thi teeno milke ek lat darwaje ko
marte hain to darwaza khul jata hai wahan ka nazara dekh teeno hairan ho
jate hain waha rocky varsha ko rape karne ki koshis kar raha tha varsha
ke kapde kuch jagah se fate hue the ish se age kuch ho pa lekin ye
teenon wahan thik samay par pahunch jate hain agni jake varsha ko apni
shirt utar ke pehna deta hai or agni gusse se rocky ko marne lagta hai
ushke sath sath deva bhi samil hojata hai dono milke rocky ko buri tarah
se marne lagte hain varsha ish waqt rorahi thi jagu jata hai or princi
sir ko bulake lata hai sir ate hii dono rukk jate hain ish douran rocky
ko unn dono ne bohut mara tha rocky ke nak hoth fat chuke the wahan se
khoon nikal raha tha princi jab sab janta hai to sab ke samne hii wo
police ko bulake atempt to rape ke case me rocky ko arest karwa deta hai
varsha abhi tak ro rahi thi agni ushe gale lagata hai or kehta hai bas
karo varsha ab sabkuch thik hai abb usss rocky ko koi nahin bacha sakta
chalo ghar chalte hain bolke varsha ko leke agni ghar ki or chal deta
hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
No comments:
Post a Comment